Nar Naryan or kedareshvar
Prachin kaal mein Bhagwan ke ansh NAR or NARAYAN ne Tapasya karne ki abhilasha se badrika van main ashram banaya . Unhone Bhagwan Shankar se Prathna Ki :-"ki App (lord shiva) isse ling main virajman hoon." Yeh Prathna Bhagwan Shiv Ji ne sevika Karli or Nar Narayan dwara Nirmit ling mein parvesh hokar usme nivas karne lage .
Nar Narayan Shraddha ke sath usk ling aradhana karte hue , uska prachar karke, kathin tapasya karne lage.
Iss prakka tap karte karte bhot samya vatit Ho Gaya.
Tab Shri Ashutosh Bhagwan prakat Ho Kar Bole ki Hai Nar Narayan main aap logo ki Tapasya se pashan Hoon aapki Jo eccha ho woh var mange le.
Shankar Bhagwan ke Aise vachchan sunn kar nar or narayana Hath jod kar Parathna kiya . Or Bole ki hai prabhu ji , yadi Aap Hamare Upar pasand hai tu Yeh var dijiye. Ki aap isme sada Niwas Hoon aur apne usse Ishita Mein Rehte Hue Bhakto Ki Pooja swikar kare unhe Sansar Bandhan se Mukt kare. bhagwan Sada Shiv Ne ki Prathna sweekar Kiya aur Jyoti Shabd Roop Ho usse thirthe mein Niwas karne Lage yahan Jyotirling kedareshwar ke naam se prasidh hua .
Ek baar Pandav is Pavitra badrikashram Mein Gaye Bhagwan Shiv ne unhe vaha Dekha tu Maiya Se Mahesh ka rup dharan kar liya. Pandav bhagwan Shiv ko Pehchan Gaye or unke par pakad kar prem purvak bhakti Purva stuti karne lage. Bhagwan Ne Kaha Mein Tum Logon se prashan Hoon. Tumhe Jo Ver mangna ho Mang lo. Pandav Bhagwan ko Pareshan Karke anek Prakar ki Ver mage.
Yahan Par pind Daan karne se pitro ka udhar Hota Hai.
Comments
Post a Comment