Parvati got gori name.







                                               LORD SHIVA and GODESS PARVATI



Ek Samay leela Dhari parmeshwar shiv ekant Mein Baithe the maha Sati Devi b virajman thi. Aapas mein vartalap ho raha tha. Usi vartalap ke prasang main bhagwan shiv ke Mukh Se sati ke shyamvarn ko dekh kar kali Aisa Shabd Nikal Gaya. Kali yeh saabd sun kar sati ko mahan dukh hua aur woh shiv se boli:- maharaj ab Main Wahan Jaungi jahan mera Naam gori pade. aisa kah kar sati apni sakhiyon k saath prabhas tirath main tapasya karne chali gai. Vahan goreswar namak ling ko shaapit kiya or pratidin ek par pe khadi hoke pooja karne lagi. Jo tyo unka tap badhta gaya unka varn or gora hota gaya.

tadantar vahan bhagwan chandramouli prakat huie aur Unhe gori k Naam Se sambodhit kiya ongole priya ab autho aur apne mandir chalo. main tumhari tapasya se adhik prasan hoon.

Gori g ne kaha, prabhu mere pass kisi vastu ki kami nahi par main aap se itni prathna karna chahugi :- jo nar nari is goreswar k darshan kare ve jiwan main sadav sobhagya samridhi se puran ho jaie.

Comments

Popular posts from this blog

महर्षि गर्ग आङ्गिरस Maharishi Garg Agargas

Love Of Lord Shiva & Lord Ram./ भगवान् शंकरका राम-नामपर स्नेह

शिवलिङ्ग Shiv Linga Meaning

Importance of "Lord Rama name"-- by Lord Shiva

महर्षि वसिष्ठर्क Shiv Pooja- formation of अचलेश्वर नामक लिङ्ग

Who are hindu...

Indra curse of bhraman death.- Indra doing Shiv pooja or Mensuration of womens

महर्षि दुर्वासा Maharishi Durvasa

भगवती सावित्रीकी शिव-पूजा ।

Lord Agni Doing Shiv pooja